Top 10 SEO Tips in Hindi By Kaise Help | S.E.O. ke 10 sabse achi Tips Hindi me



Dosto agr aap bhi Blog Ya Website Chalate hai to Apne SEO ka Name zarur Suna Hoga. SEO ki Madad se hi Hamare Blog ke Post Search Engine mai Sabse Upar Aate hai, Esi ke bare me Aaj mai Apko Top 10 Tips Batane Wala hu.



 01 Write a SEO Friendly & Best Post Title 

Jayada tar Log Sabse Peheli Galti Post Title me hi karte hai. Jab hum Post Upload Krte hai to hame Apne Title ko Aisa Likhna Chahiye ki, Uss Title se hi Visitor ko Pata Lag Jana Chahye ki is Pure Post me Kya Bataya Gaya Hai.
Acha Title Select Krne ke liye Aap Search Engine ki Madad Lay Sakte hai. Phir Apko Jo bhi Title Achaa or Post Friendly Lage apko Uss Title ko Choose kr lena Chahiye.

 02 – Target a SEO Keyword for Post 

Jb Bhi Aap kisi Post ko likh Rahe ho to Apko Uske ander Top Keyword ko Use Krna chahiye Mtlb aise Keyword ko Use Krna Chahiye Jinke Rank Search Engine me Achi ho. Ek Achi Post ko Likhne ke liye Kam se Kam 350 words Use Krne chahiye Verna Apki Post Top Rank me Nahi Aayegi Mtlb Apke Post Search Engine mai Sabse Niche aayegi.
Top Rank ki Keyword ke Leye ap GoogleAdword ke KeywordPlanner ka Use kr Sakte hai.



 03 – Permalink Your Post 

Blog mai apne post ki url ko apne hisab se set karna acha rehta hai. Waise to Permalink apke post title ki hisab se automatic hi ban jata hai lekin aap isko apne hisab se Edit krke orr bhi acha bna sakti hai.

 04 – Search Description 

Permalink Edit krte time Search Description ka option iske niche hi hota hai. Apko iski ander apne post ki first 20 to 50 words likhni chahiye. Iska fayada ye hai ki jab bhi koi visitor apki Post Social Media pr Share karega to vaha apki title ke niche  Search Description show ho jayega jis se apke visitor ko apki post ke bare me ye pata chl jayega ke iss post me apne kya bataya hai.

 05 – Use of Heading 



Apko apni post ke ander Jayada se jayada Heading ka use krna chahiye iska fayada apko Search Engine me milega. Apki Heading kisi bhi Rang(color) ki ho sakti hai iss se apki Search Engine pr koi Effect nahi padega Lakin Apki Post ki Khubsurti badh jayegi. waise Apko Sabse Jaya H2 or H3 Heading ka use Krna Chahiye.

 06 – Use Photo 

Kisi bhi Post ko achi ya badhi banane ki liye hum Photo/image Use krte hai quki ek image ka Size 300 to 500 word ke barabr hota hai. Iss liye humko apne post me photo ko jarur use krna chahiye. Photo use krne se Visitor ka man Post padhne me laga rehta hai.

Jaise ki hum jante hai ki hamra Mind image ki Language jaldi samaj jata hai. Kisi bhi photo ko use krte time uska Username jarur Change kr le yani uss image ka username post ki name ke hisab se dale.

 07 – Check Blog loading time 

Hamara Blog ya Website Open hone me kitna time le raha hai ye Internet ke Speed pr Depend krta hai orr sath-sath SEO pr bhi Depend krta hai. Apne Blog ke Loading Time janne ki leye apko Internet pr bahut se website mil Jayege Jinme se kuch ka link Niche Deya gaya hai.
·         https://www.webpagetest.org/
·         https://gtmetrix.com/

 08 – Use Related Post link 



Dosto apko apne blog ki Post me related post link jarur dalna chahiye es se apki website ki view to badhte hai sath-sath apki Blog ka Watch Time bhi Badhta hai jo ki apke Blog ki SEO ki liye bahut Achi baat hai.

 09 – Use Simple and Fast template 

Dosto apki blog ya website ke template bahut simple or achi honi chahiye jis se ki apka blog jaldi Open ho jaye or apke Visitor ka jayada time waste  na ho. Ager apka blog/website jaldi open hoti hai too iska prbhav apki website traffic pr padega.

 10 – Add Social Widget 

Apki blog ki hr Post mai Social Widget hona chahiye taki apke Visitor apki post ko share kr sake. Jise apki Blog ka FREE! Promote ho jata hai.

Post a Comment

0 Comments