Blog Ka Loading Time Kaise Kam Kare Hindi me



> Apne Blog Ka Loading Time Kaise Kam Kare Hindi me

Dosto aaj ke is post me, mai apko batane jar aha hu ki aap Apni Website ya Blog ka loading time kaise kam kar sakte hai.

  > Loading Time kya hota hai

Loading time wo time hota hai jab koi user hamari website ya Blog ke URL ko apne browser me dalta hai or Enter ka buttion dabata hai.
Enter dabane ke baad pure Website ya blog jitne time me open hoti hai wo uss website ya blog ka loading time hota hai.

> Loading Time kam kyu hona chahiye
Loading time ka effect seedha hamari website ya blog ki Rank pr padhta hai. Agr hamari blog ka loading time kam hai to hamare blog ki rank upar aayegi or agr hamare blog ka loading time jayada hai to internet per hamari website ki rank bahut niche aa jayegi.


Agr hamari Website ya blog ka loading time jayada hai to next page ya New page open hone me time lagta hai jise ke hamre visitor pr bura effect padhta hai.

Apne Website ya Blog Ka Loading Time Kaise Kam Karte hai

1)      Web Hosting

Apko aise Web Hosting provider ko select karna chahiye jiska DNS ( Domain Name Server ) reponse time acha ho . Apke domain name ko site ke IP address  pr show hone ke liye 100 mili seconds se kam lagta hai to ye ek achi baat hai.
Uske baad apke web hosting ki response time bhi 200ms se kam hone caheye.
          Domain Name Provider Website Name :
·         https://www.name.com/
·         https://in.godaddy.com/
·         http://www.domain.com/


1)      Sahi Theme ko choose karna 

Blog ke loading time, uske theme pr bahut depend krta hai. Aap jis bhi theme ko apne website ya blog ke liye select kare uss theme me jayada feature nahi hone chahiye yani uss theme ka design simple ho to bahut acha hai apke blog ke loading time ke liye.


1)      Image Size
Apke Blog me Image/video apke blog ke loading time ko badha date hai. Iss liye apko apne blog me apne Photo or video ke size ko kam kar ke dalna chahiye yani unko Compress kr lena chahiye. Iss se apke blog ka loading time per 50% effect padhta hai.

2)      Limited Post on Home page


Dosto kehne ka mtlb ye hai ke apke website ke Home page pr jayada post nahi hone chahiye. Yani apke blog ke home page me 5-10 post se jayada nahi hone chahiye. Jayada post apke blog ke loading time ko badha dete hai.


Post a Comment

0 Comments