Dosto aaj ki is post mai apko batane ja raha hu ki aap apna khud ka
YouTube channel kaise bana (Create) kar sakte hai.
> YouTube Channel kyu banate hai
1- Aap apne kuch yade Save rekhna chahte hai to aap
youtube per Channel bna kr video upload kr sakti hai, Kabhi – kabhi aise bhi
hota hai ki apki koi private video bhi viral ho jati hai or log unko share krte
hai.
2- Kuch log apne man ki baat logo tak pahuchane ki
liye YouTube channel banate hai
3- Kuch log Entertainment Video share krne ke liye
youtube channel bnate hai
4- Kuch company / brand apne products ki video
youtube channel pr upload krte hai jisse un brand/company ka free me Advertise hota hai.
5- Aaj kal too log YouTube pr Online tuition bhi padhate hai.
6- Kuch log Paise kamane ki liye YouTube
channel banate hai.
> YouTube Channel kaise banate hai
Step 1: Dosto sabse phele to apko YouTube me apni G-mail ID se Login karna hai.
Step 2: Ab apko left hand side mai ek option milega My Channel apko waha
click krna hai
Step 3: Ab apko apne Channel ka Name dena hai or create channel pr
click krna hai.
> Ab aap dekhege ki apka channel successfully Create ho gya hai
0 Comments