Google me Job ke Liye Kaise Apply Kare | Google me Job Kaise Paye in hindi



Study complete karne ke bad Ek achi company mein job karna lagbhag Sabhi Logon Ka Sapna Hota Hai aur Aise mein agar Baat Karen Ham Google ki, to Google mein job karna bhi Kafi logon ka Ek dream Hota Hai.
 Vaise to Google mein job mila Na Itna Aasan Nahin Hota han Lekin Agar aapke andar Koi talent hai to Google mein job Pana aapke liye Ye Koi Bada Kam Nahin hoga.
 To doston aaj ki is post Mein Main aapko bataunga ki agar aap Google mein job karna chahte hain to uske liye Kaise apply kar sakte hain.
Google me Job ke Liye Kaise Apply Kare  Google me Job Kaise Paye in hindi


Google me Job ke Liye Kaise Apply Kare 

Agar aapko Google mein job karna hai to To aap Google job ke layak hone chahie.
 Google mein job karne ke liye IIT, NIT  ya Kisi top university se study karne ki jarurat Nahin Hai, Agar aapke pass talent Hai To to aap Badi aasani se Google mein job Pa sakte hain iska Ek example Mumbai ke Ek ladke hai, jo ki ek normal college se a engineering Karke a Google mein main 1.2 karod ka package le raha hai.
 Agar aap Google mein job karna chahte hain to aap niche Lekar steps ko follow kar sakte hain
 STEP 1 :  Google mein job pane ke liye Ye sabse pahle aapko yah decide karna hai hai ki aap Google mein Kis Tarah Ke Job Pana Chahte Hain. Aur Google main abhi Kis Kis department Mein requirement hai, aapko yah bhi Pata Hona chahie.
Google mein job search karne ke liye aap niche Di Gai website par Ja sakte hain aur apne liye suitable job search kar sakte hain
Google Job Search Link
 STEP 2 :   Job search karne ke bad aapko, aapke liye Koi Na Koi job Jarur mil Jayegi Uske bad bus aapko vahan per Apna resume upload karna hai
NOTE :  Dhyan Rahe ki aap mahine mein 3 Se Jyada baar Google mein job ke liye apply na Karen.
 STEP 3 :   Google ki team aapke resume application ko review karegi,  agar aap unke Liye Ye useful sabit hote hain to to vah aapko call ya video call ki meeting fix Karenge
Jise aap call interview bhi Keh sakte hain ismein bhi aapse aapke bare mein a basic jankari puchenge, Jaise aap Google mein job Kyon karna chahte hain aapka interest Kis Kis chij Mein Hai etc.
Uske bad Agar Google Chahe to to aapko face interview ke liye bhi e Bula sakta hai ya phir apko Call Interview me bhi job offer kr sakta hai.
[ Best Of Luck ]
by @kaisehelp

Post a Comment

2 Comments

  1. This is very good, that you explained all the information in short steps. I am sure, that nobody likes to read long articles. Am I right?

    ReplyDelete